Sai Ke Darbaar Mein

Sathya Sai with Students after the Qawalli programme on November 22, 2001



Sai Ke Darbaar Mein... (Ji Haanji Haanji)
Sai Ke Darbaar Mein
Aao Aao Ji Aao Sunlo (Sai Ke Darbaar Mein)
Anupam Prem Apaar Anokha
Prakriti Paramaatma Milan Ka Yeh Mouka
Yeh Silsila Hai Yeh Sadiyon Ka Sai Ke Darbaar Mein
Jo Aaye Voh Dekhe Jo Dekhe Voh Jaane
Tere Dar Pe Tere Dar Pe Tere
Hindu Ya Muslim a Sikh Aur Isaayi
Ke Darpe Tere Hain Sab Bhai Bhai
Sai Ke Darbaar Mein...
Allah Ho...
Dharma Sabhi Ik Samaan
Sikh, Isaayi, Hindu, Musalmaan;
Boliye Boliye Ji Buddha Zoraashtra Mahaveer Naam
(Sikh Isaayi Hindu Musalman)
Prem Dharma Hi Ek Dekho...
Sikh Isaayi Hindu Musalmaan
Hai Ek Hi Jaati Hamaari,
Boliye Kaun Si Jaati Hai Woh?
Maanavta Ki Jaati Hamaari
Samta, Samagrata, Samaikyata, Sahabhraatrutva.
Bhed Na Jaat Paat Ka (Haanji) 
Bharam Na Oonch Neech Ka (Haanji)
Jo Tere Dar Pe Aayen Voh Sab Hi Ek Ho Jaayen
(Voh Sab Ek Ho Jaayen)
Na Jaat Paat Ka (Ha) Hai Bhed Yahan
Na Oonch Neech Ka (Ha) Hai Bharam Yahan
Hai Bhaasha Humaari Ek Hruday Ki
Maano Ya Na Maano Aakar Dekho Jaano
Maano Ya Na Maano Aakar Dekho Jaano
Sai Ke Darbaar Mein...
Sai Jo Tum Na Hote To Yeh Duniya Ka Kya Hota
Parampara Puraani Badal Gayi Hai Aaj
Kaali Ghata Chhayi Hai Kaliyug Ki Aaj (Ya Ali Ali...)
Magar Is Ghanghor Andhere Mein
Yeh Roshni Kidhar Se Uthi Hai
Maano Ya Na Maano Aakar Dekho Jaano
Sai Ke Darbaar Mein...
Samastha Loka Sukhino Bhavantu

3 comments:

  1. Very nice Qualli on Swami. I am impressed. Sairam.

    ReplyDelete
  2. Mindblowiing , amazing qualli by Sai student may goddess Saraswati and swamis Grace may always be with them.jai Sai ram

    ReplyDelete

Back to Top